Desh Ki Haalat

desh ki haalat
Yeh to socho saval kaisa hai
Desh ke aaj haal kaise hai.
Jaise mazhab nikal nahi pate
Sajiso ka vo jal kaisa hai.
Aaye din hadse hote hai
Sochta yeh saal kaisa hai.
Aap ne aag ko hawa di thiJaan leta hai begunaaho ki
Aapka yeh kamal kaisa hai.
Jal gaye to malam kaisa hai.
Dushmani se kya hasil hoga,
dosti ke khayal kaise hai.

Shayari on Aam Admi Party’s Win in Delhi

aam-admi-party-arvind-shayari
Bhrastachari Netao ke Pichhwade Jo Padi wo Laat Jaroori thi,
Un tak pahunchi hai ab baat hamari wo jo baat jaroori thi
Ek aam aadmi ne jhuka daala inn Bedard tanashaaho ko
Inn aiyyasho ke chehre pe ek tamache ki saugaat jaroori thi!

[expand title=”Click to Read in Hindi”]

भ्रष्टाचारी नेताओं के पिछवाड़े जो पड़ी वो लात ज़रूरी थी
उन तक पहुँची है अब बात हमारी वो जो बात ज़रूरी थी
एक आम आदमी ने झुका डाला इन बेदर्द तानाशाहों को
इन अय्याशों के चेहरे पे एक तमाचे की सौग़ात ज़रूरी थी

[/expand]