Friendship Shayari – Why do we need friends

friendship- shayari - Why do we need friends
We need friends for many reasons
all throughout the four seasons.

We need friends to comfort us when we are sad
and to have fun with us when we are glad.

We need friends to give us good advice
We need someone we can count on to treat us nice.

We need friends because we are social in nature
and having friends makes us feel secure.

We need friends to remember us once we have passed
sharing memories that will always last.

Love Poetry- Truly, Madly, Deeply in love

love-you-always ShayariBecause when I’m with you,
I never feel any pain,
All I have to do is see your smile,
And then I’m happy again.

I don’t see you every day,
But that’s the way it’s gotta be.
Just knowing you are there
Is good enough for me.

You’ve hugged me when I’m ill,
You’ve hugged me when I’ve cried,
You’ve helped me through the hardest times,
Without even a sigh.

You’re always on my mind,
No matter what I do,
Wherever I go,
Whatever I see…
It always leads back to you.

I hope you have enjoyed reading
This poem I wrote for you.
I know it sounds cheesy,
But I will always and truly love you.

Yaadein Shayari – Kagaz pe meri

Yaadien Shayari - kashti pe meri
Kagaz Pe Meri, Tasveer Jaisi Kuch Toh Banati Hogi Na,
Ulat Palat Ke, Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na,
Hanste Hanste Aankhen Tumhari, Bhar Bhar Aati Hongi Na,
Mujhko Dhaka Tha, Dhoop Mein Jis Se, Woh Aanchal Bhigoti Hogi Na,
Saawan Ki Rimjhim Mera Tarana, Yaad Dilati Hogi Na,
Ik Ik Meri Baatein Tumko Yaad Toh Aati Hongein Na,
Yaad Toh Aati Hogi Na, Yaad Toh Aati Hogi Na,
Kya Tum Mere In Sab Sawalon Ka Kuch Toh Jawab Dogi Na!!!!

Sidhu Shayari for Akshay Kumar & Ronit Roy in Comedy Nights

-Akshay-Kumar-Ronit-Roy-And-Navjot-Singh-Sidhu-on-Comedy-Nights-with-Kapil
Uske saath yaari kabhi na lagaiye,
jise apne upar guroor hoye,
Maa Baap ko bura kabhi na kahiye,
Chahe laakh unka kusoor hoye,
Bure raste kabhi na jayiye,
Chahe manzil kitni bhi door hoye,
Bull-e-shah..
Mohabbat hamesha wahan lagaiye,
jahan pyaar nibhane ka dastoor hoye.

Jo baras jaye, jo baras jaye,
Wahin badal ache hain,
Jo nigahon ko sajade,
Wahin Kajal sache hain,
Sayano ne is kadar barbaad kar di hai yeh duniya,
Hume pagal hi rehne do, hum pagal hi ache hain.

For Sidhu Paaji..

Woh kya hai sirji,
Hamari sau baat aapki ek baat,
Hum kuch bhi kehle,
Aapke samne bacche hain.

By Sidhu
Mit gaya jab mitne wala,
Phir salam aaya to kya,
Dil ki barbaadi ke baad,
Unka payaam aaya to kya.

Ant ki baat karna yaaron, gustakhi hai,
Hansi ke jaam pilane ko betaab sare sakhi hain,
Ab tak jo hua sirf ek trailor tha,
Kapil ka asli jalwa to guru abhi baki

Sidhu Shayari for Kangana in Comedy Nights

sidhu-kangna-shayari-comedy-nights
Buzdil musibaton ke aage bikhar jata hai,
Andheron ke aage saya bhi thahar jata hai,
Mere haunsle ka imtihaan lene walon,
Aag mein jalkar sona,
Kala nahi hota, aur bhi nikhar jata hai.

GURU..
Surkhuru hota hai insaan,
Aafatein aane ke baad,
Rang lati hai heena,
Pathar pe piss jane baad.

Chandni ka kya hai, yeh to dhalti rahegi,
Shama ka kaya hai, yeh to pighalti rahegi,
Abhi to mehfil ka aaghaz hua hai yaaron,
Yeh shaam apne shabaab tak chalti rahegi.

For Kangana

Ban ke gul wo chaman ko mehkane aayi hai,
Hoke nasha wo fizaon ko behkane aayi hai,
Naujawano zara dil ko tham ke rakhana,
Kangana banke Rajjo dil ko churane aayi hai.

By audience

Shama bujhkar bhi jal sakti hai,
Kashti ehle toofan se nikal sakti hai,
Mayoos na karo apne iraadon ko,
Kismat kisi bhi waqt badal sakti hai.