Sunday ki subah aa raha hai Satyameva Jayate..
Aamir ke papa bole ”Bahot achcha kiya tune, Aamir bete
Mera dimaag kar diya hai inhone kharaab..
Mera dimaag kar diya hai inhone kharaab..
Lene aaya tha Videshi le liya Desi Sharaab.
Tum Mumbai aa rahe ho..
Tum Mumbai aa rahe ho..
Aur Namak waale toothpaste se apne daant ghise ja rahe ho..
Aapko life mein kuchh rock karna hai..
Aapko life mein kuchh rock karna hai..
Aur gaake humein shock karna hai.
Ab hum pahunch gaye hain Gujarat Audition mein..
Ab hum pahunch gaye hain Gujarat Audition mein..
Sabhi Gujarati bhai aa rahe hain Tashan mein.
Raat ne chadar samet li hai,
suraj ne kirne bikher di hai,
chalo utho aur thanks karo apne Bhagwan ko,
jisne hume ye pyari si subhah di hia
Good morning,