Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !
Tag: Zindagi
The Road not taken by Robert Frost – Amazing Poem
Two roads diverged in a yellow wood,
And sorry I could not travel both
And be one traveler, long I stood
And looked down one as far as I could
To where it bent in the undergrowth;
Then took the other, as just as fair,
And having perhaps the better claim
Because it was grassy and wanted wear,
Though as for that the passing there
Had worn them really about the same,
And both that morning equally lay
In leaves no step had trodden black.
Oh, I kept the first for another day!
Yet knowing how way leads on to way
I doubted if I should ever come back.
I shall be telling this with a sigh
Somewhere ages and ages hence:
Two roads diverged in a wood, and I,
I took the one less traveled by,
And that has made all the difference.
Dosti Shayari – Zindagi Doston se Hai
Yeh Dost Bhi Ajeeb Hote Hain,
Dene Pe Aaen To Jan De Dein,
Lene Pe Aaen To Hansi Tak Chheen Lein,
Kehne Pe Aaen To Dil Ke Tamaam Khano Ke Raaz Tak Keh Dein,
Chhupane Pe Aaen To Yeh Tak Na Bataein Ki Khafa kyun Hain,
Naraz Hone Pe Aaen To Sans Tak Na Lene Dein,
Manane Pe Aaen To Apni Sanso Ko War Dein,
Bus Dost Zindagi Mein Nahi Mila Karte Balki,
Zindagi Doston Mein Mila Karti Hai….
Bewafa Shayari – Mere muqaddar mein
Ho Sake To Tum Mujhe Maf Kar Dena
Mere Muqaddar Mein Apni Dua Kar Dena
Socho To Bahut Taqlif Di Hai Tumhe
Par Mere Dil Ki Tum Dawa Kar Dena
Meri Bewafai Ki Yahi Saza Hai Kafi
Ki Apne Ansooho Ko Meri Saza Kar Dena
Aankhen Shayari – aankhon mein ashq
Aankhon Mein Ashq Dil Mein Dard Diya,
Magar Mujhe Unhone Haunsla Na Diya,
Meri Kismat Tune Mujhe Sab Diya,
Par Jiski Aarjoo Thi Wo Na Diya.
Few Lines By Kumar Vishwas
Har ek nadiya ke hoto pe samandar ka taraana hai,
Yaha farhaad ke aage sada koi bahana hai…!
Wahi baatein purani thi, wahi kissa purana hai,
Tumhare aur mere bich me phir se jamana hai…!!
Kalam ko khhon me khud ke dubota hoon to hangama,
Girebaan apnaa aansu me bhingota hoon to hangama,
Nahi mujh par bhi jo khud ki khabar wo hai jamane par,
Main hansta hoon to hangama, main rota hoon to hangama.