Pyar ka matlab sirf pyar ka izhaar karna nahi hota …
Pyar bina kuch kahe bhi, pyar hi hai …
Pyar qurbani bhi hai …
Pyar ek doosre ke liye chup rehna bhi hai …
Pyar ka matlab sirf pyar ko pana nahi hai …
Pyar kisi aur ki khushi ke liye, apni khushi mitana bhi hai
Tag: Zindagi
WhatsApp Shayari – SMS/Two liners
Humne Hamare Ishq Ka, Izhaar Yun Kiya,
Phoolon Se Tera Naam, Pathron Pe Likh Diya
Phool Mazaar Tak Nahi Pahuncha Daaman-E-Yaar Tak Nahi Pahuncha,
Ho Gaya Vo Kafan Se To Aazaad Phir Bhi Gulzaar Tak Nahi Pahuncha
Uski Aankhon Mein Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujhko
Afsos Ke Un Aankhon Meain Kabhi Khud Ko Nahi Dekha…!!!
Shayad Woh Apna Wajood Chhor Gaya Hai Meri Hasti Mein,
Yun Sote-Sote Jaag Jana Meri Aadat Pehle Kabhi Na Thi…
Kaisa Sitam Hai Apka Yeh, Ke Rone Bhi Nahi Dete,
Kareeb Aate Nahi Aur Khud Se Juda Hone Bhi Nahi Dete.
Waqat-e-Rukhsat Poonchh Raha Tha Mere Aansu Apne Anchal Se
Usko Gham Tha Itna Ke Woh Khud Rona Bhool Gaye.
Friendship Shayari – Koi khud se bhi pyara
Koi Khud Se Bhi Pyaara Hota Hai,
Koi To Dil Ka Sahara Hota Hai,
Jaruri Nahi Zindagi Apne Liye Hi Pyaari Ho,
Zindagi Mein Koi To Zindagi Se Bhi Pyaara Hota Hai…
Qubool hai – Serial Shayari
1. Ruhani sukoon aur dil main chain hona chahiye
Ruhani sukoon aur dil main chain hona chahiye
apka naam Asad nahi Chairman hona chahiye
2. Bus ke peeche truck…truck ke peeche lorry
Bus ke peeche truck…truck ke peeche lorry
phone theek karwane se pehle kehna padega SORRYY..!
3. Aag darein hai pani se
aur daulat darti kadki se
Aakh darein hai pani se
Aur daulat darti kadki se
Mr. Asad Ahmad Khan har gaye suno aaj ek ladki se
5. Galathi ki saza hoti hai
bhool ki hoti mafi
Galathi ki saza hoti hai
bhool ki hoti mafi
aaj jahapana khud kaneez ke liye banakar laye hain Coffee..!
6. Marne ke baad heaven dikhey
har kisi ke yeh mannat hai
Marne ke baad heaven dikhe
har kisi ke yeh mannat hai
Aapke bina Bhopal mein teen din!!!
Bhopal toh Jannat hai..!
7. Tirchi topi waale, akle pe par gaye taale,
Dil toh already the hi, ab moh bhi honge kaale.
8. Aag daarey hai paani se, aur daulat darti kadki se,
Aag daarey hai paani se, aur daulat darti kadki se,
Mr. Asad Ahmad Khan haar gaye, sono aj ek ladki se.
9. Jahaanpana Six Packs, kab kahenge mujhe koi mil gaya
Jahaanpana Six Packs, kab kahenge mujhe koi mil gaya
Ap pyaar mein girenge aur kahenge, ‘Oh no, mera ghutna chhil gaya!
Garv – Movie Shayari
Tu goli lena kaise pasand karega …
Pani ke saath,
Sode ke saath,
Whiskey ke saath …
Yah phir direct
Paiso ke liye aatankwadi ladte hai, sipahi nahi …
Sipahi sirf apne vatan ki izzat aur mulk ki hifazat ke liye ladte hai
Kyunki bhagwan ek hi waqt har jagah nahi ho sakte na …
Isliye unhone maa ko banaya hai
Mukadma sabooto aur gawaho se lada jaata hai …
bhashan-baazio, nautanki aur tamasho se nahi
Jodhenge todhenge,
Ladenge ladwaenge,
Dal banayenge bhigadenge …
Par ek roz is kursi par baithke dikhayenge
Hum Aapke Hain Kaun – Movie Shayari
Zindagi ki khasiyat hai yeh kabhi jhukti nahi …
Saanse ruk jati hai magar zindagi rukti nahi
Roop rang mein gori ho chahe kaali ho …
Khushnaseeb woh jija hai jiski saali ho
Bane chahe dushman zamana hamara,
Salamat rahe dostana hamara …
Nah bechre marke bhi hum doston,
Hum mein dosti ki kasam doston …
Pata koi pooche toh kehte hai hum,
Ek dujhe ke dil mein rehte hai hum …
Nahi aur koi thikana hamara,
Salamat rahe dostana ha
Kaate Nahin Kat Te Lamhe Intezaar Ke,
Nazaren Bichaein Baithe Hain Raste Pe Yaar Ke,
Dil Ne Kaha Dekhe Jo Jalwe Husne Yaar Ke,
Laya Hain Unhe Kaun Falak Se Utaar Ke