Jise chaha kaash woh humara hota,
Khwaish ka bhi koi kinara hota,
Yeh soch kar maine usko roka nahi,
Door hi kyun jata agar wo hamara hota
Tag: Khwahish
Yehi Dua Mangi Hai
Tu hi mil jaye mujhe bus itna hi kaafi hai,
Meri har Saans ne bas yahi dua mangi hai,
Jaane kyun dil khincha chala jata hai teri taraf,
Kya tumne bhi mujhe pane ki dua mangi hai!!