Zindagi guzar jaye par pyar kum na ho,
Yaad hume rakhna chahe pass hum na ho,
Qayamat tak chalta rahe pyar ka safar,
Dua karo rab se yeh rishta kabhi khatam na ho!!
Tag: Hindi Love SMS
Love sms – Hai meri mohabbat mein itna dum
Tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hun,
Tujhse mile bina tera hal bata sakta hun,
Hai meri mohabbat mein itna dum ki,
Apni aankh ka aansu teri aankh se gira sakta hu..
Love sms – Hasratein hain bahut magar..
Hasratein hain bahut magar
Tumse main kya kahoon
Leke bahon mein main tumhe
Pyaar karta rahoon
Khwahishein hain bahut magar
Tumse main kya kahoon
Hadh se aage guzar ke bhi
Ab kya karoon
Jaane wafaa, jaane jahaa
Aise adaa, hongi kahaa
Dekhaa sanam, maine tumhe
Behekein mere kadam
Maine kahaa, tumne sunaa
Dhadkan bani, dil ki zubaan
Tanhaa yahaa, hum jo milein
Aane lagaa mazaa
Kabhi Na Kabhi To Aayegi Wo
Kabhi na kabhi toh aayegi wo,
Dekhte hi mujhe thoda sharmayegi wo,
Jaha bhi hogi usey dhoond launga main,
Aur fir meri ho jayegi wo.
Uski baaton mein chinta hogi mere liye,
Mere bina ek pal bhi na reh payegi wo
Khushiyan de dunga usey zamaane bhar ki itni
Ki khush hoke gale se mere lag jayegi wo
Shayad wo shaamil ho isi mehfil mein kahin
Na bhi ho to, kabhi na kabhi toh aayegi wo!!
Pyaar Ka Matlab Seekha Gaya Koi
Dil Ki Dhadkan Ko Dhadka Gaya Koi
Mere Khawabon Ko Mehka Gaya Koi
Hum Tu Anjane Raston Pay Chal Rahay The
Achanak Hi Pyaar Ka Matlab Seekha Gaya Koi
Tum Se Pyar Ho Gaya
Kyon Yaad Aati Ho Itna,
Ke Jeena Dushwar Ho Gaya,
Yaad Karte Karte Tumko,
Humko Tum Se Pyar Ho Gaya !!