Kabhi ruth na jana,
Mujhe manana nahi aata.
Kabhi dur na jana,
Mujhe pass bulana nahi aata.
Agar aap bhul jao to apki marzi,
Mujhe to bhul jana bhi nahi aata.
shayari is a best way to express your feelings … so here we are with some latest dard, sad and life poetry .
Kyon koi chah kar mohobbat nibha nahi pata,
Kyon koi chah kar rishta bana nahi pata,
Kyon leti hai zindagi aisi karwat,
Ki koi chah kar bhi pyar jata nahi pata.
Muhabbat mujhe thi usi se..Sanam
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki
Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha
Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
Aapse dil lagana hamara kasur tha
Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha
Yaadon ke sath jeene mein kya mazaa?
khayalo mein pyaar kiya to kya kiya?
Har lamha tanha sa hai…
Hamsafar hi paas na ho to safar ka kya mazaa?
Maine to bahut chaha magar wo mila hi nahin..
Laakh koshish ki magar fasla mita hi nahi…
Usko majboor zamane ne is kadar kar diya ki…
Meri kisi koshish par woh thehra hi nahi…
khuda se jholi faila ke manga tha use…
Khuda ne meri kisi dua ko suna hi nahi…
Har ek se pucha sabab us ke na milne ka …
Har ek ne kaha woh tere liye bana hi nahi…!!!