Aisi berukhi si dekhi hai humne logon mein,
Aap se tum tak
Tum se jaan tak
Aur jaan se anjan tak bana dete hai.
Category: Dard Bhari Shayari
shayari is a best way to express your feelings … so here we are with some latest dard, sad and life poetry .
Dard Shayari – taqdeer – e- ishq
Mila ishq ke badle ishq vo bhagyavaan hota hai,
Uske ishq ki ho koi aur taqdeer vo bejubaan hota hai,
Uski khushi ke khatir mila de apne ishq ko uske ishq se,
To uska tyag dekhkar bhagwaan rota hai.
Dard Shayari – Duniya ko chhodna
Duniya ko chhodna aasan hai,
Mushkil hai to sanam ko chhodna,
Jaruri ho jata hai zamane ki khushi ke liye,,
Kabhi-kabhi do dilon ka todna.
Dard Shayari – udaas hoon par
Udaas Hoon Par Tujhse Naraz Nahi..
Tere Dil Mein Hoon Par Tere Pass Nahi..
Waise To Sab Kuch Hain Mere Pass..
Par Tere Jaisa Koi Khass Nahi…
Dard Shayari – Hum dard se nahi darte
Hum dard jhelne se nhi darte..
Par us dard ke khatam hone ki aas to ho…
Dard chahe jitna bhi dardnak ho…
Par dard dene wale ko uska ehsaas to ho…..
Dard Shayari – Maayus dil mein
Maayus Dil Mein, Dil-E-Nakaam Ho Gaya,
Rooksat Ho Duniya Se Mujhe Aaraam Ho Gaya,
Main Har Tarah Se Doshi Ho Gaya,
Galati Ki Kisi Aur Ne, Naam Mera Ho Gaya,
Is Tashanagi Ki Aag, Usi Se Bujhi,
Main Paani Peete-Peete, Sharabi Ho Gaya,
Aashiq Ki Kamzori Ki Kuchh Intehaan Nahi,
Gaya Wahan Jahan Is Jeewan Ka Islaam Ho Gaya,
Dil Mera Bataab Hai Uske Pyar Ke Liye,
Aankhen Pyala Ho Gayi Dil Jaam Ho Gaya,
Rahta Hai Apna Mukaddar Bhi Apne Saath,
Wahan Bhi Pyar Ke Maaron Mein Shamil Ho Gaya,
Duniya Mein Har Mash-hoor Aadmi Paise Ka Gulam Hai,
Lekin Woh Toh Aapka Gulam Ho Gaya,
Maayus Dil Mein Dil-E-Nakaam Ho Gaya,
Rooksat Ho Duniya Se Mujhe Aaraam Ho Gaya…