A smile is cheer from you to me,
the cost is nothing its given for free.
They console the weary and gladden the sad.
And can make someone happy when they are mad.
Unlike blessings in which we pray
its the only thing you keep when you give it away.
Category: Poems
Kumar Vishwas Awesome Shayari
Bahut bikhra bahut toota thapede seh nahi paaya,
Hawaaon ke ishaaron par magar main beh nahi paaya,
Adhoora an suna hi reh gaya youn pyaar ka kissa,
Kabhi tum sun nahi paaye, kabhi main keh nahin paaya
Bhramar koi kumudni par machal baitha toh hungama,
Humare dil mein koi khwaab pal baitha toh hungama,
Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat ka,
Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungama
Main uska hun wo is ehsaas se inkaar karta hai,
Bhari mehfil mein bhi ruswaa har baar karta hai,
yakin hai saari duniya ko khafa hai humse woh lekin,
Mujhe maaloom hai phir bhi mujhi se pyaar karta hai
Main jab bhi tez chalta hoon nazaare choot jate hain,
Koi jab roop gadhta hoon to saanche toot jate hain,
Main rota hoon to aakar log kandha thap thapate hain,
Main hasta hoon to mujhse log aksar rooth jate hain
Mat poooch ki kya haal hai mera tere aage,
Tu dekh ke kya rang hain tera mere aage
Samandar peer ka andar hain lekin ro nahi sakta,
Yeh aasun pyar ka moti hain isko kho nahi sakta,
Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le,
Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta
Kumar Vishwas – Kabhi Kabira deewana tha
Mohhabat Ek Ehsason Ki Pavan Si Kahani Hai
Kabhi Kabira Deewana Tha Kabhi Meera Deewani Hai
Yahan Sab Log Kehte Hain Meri Aakhon Mein Aansu Hai
Jo Tu Samjhe To Moti Hai Jo Na Samjhe To Pani Hai………
I Love My Mommy
Now I lay me down to sleep,
I pray my sanity to keep.
For if some peace I do not find,
I’m pretty sure I’ll lose my mind.
I pray I find a little quiet
Far from the daily family riot
May I lie back–not have to think
about what they’re stuffing down the sink,
or who they’re with, or where they’re at
and what they’re doing to the cat.
I pray for time all to myself
(did something just fall off a shelf?)
To cuddle in my nice, soft bed
(Oh no, another goldfish–dead!)
Some silent moments for goodness sake
(Did I just hear a window break?)
And that I need not cook or clean–
(well heck, I’ve got the right to dream)
Yes now I lay me down to sleep,
I pray my wits about me keep,
But as I look around I know–
I must have lost them long ago!
Kumar Vishwas – Koi Deewana kehta hai
Koi deewana kehta hai,koi paagal samajhta hai
Magar dharti ki bechaini ko bus pagal samajhta hai
Main tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai
Yeh tera dil samajhta hai, yaa mera dil samajhta hai
Kumar Vishwas – Aankhon ke manzar
Badalne Ko To In Aankhon Ke Manjar Kum Nahi Badle,
Tumhari Yaad Ke Mausam Humare Gam Nahi Badle,
Tum Agle Janm Mein Humse Milogi Tab Ye Manogi….
Zamane Aur Sadi Ki Iss Badal Mein Hum Nahi Badle..