1. Use kehna apni kismat pe naaz karna acha nahi hota,
Hum ne barish mein bhi jalte hue ghar dekha hai..
2. Meri shayari ko jyada dil par mat lagana,
Kambakhat matlabkhor is duniya ne humko andaz-e-shayar bana diya..
3. Haath jala to kuch apni bhi galti thi,
Hanthon ki lakiron ko mitana chaha kisi ko apna banane ki khatir..