1. Tairna to aata tha Hume Mohabbat ke samandar main,
Lekin Jab Usne Hi Haath Nahi Pakda to Doob Jana hi accha laga..
2. Ajeeb Hunar hai mere hathon mein, yeh sher likhne ka,
Main apni barbadiyan likhta hun,aur log wah wah karte hain..
3. Husn wale jab todte hain dil kisi ka,
Badi saadgi se kehte hain majboor the hum..