1. Muqarar Waqt Hota Hai Mohabbat Ki Namazon Ka,
Adaa Jin Ki Nikal Jaye Qaza Bhi Chhoot Jaati Hai..
2. Main rota raha raat bhar, magar faisla na kar saka,
Tu yaad aa rahi hai ya main yaad kara hun..
3. Mere dil mein zyada der tak rukta nahi koi,
Log kehte hain mere dil par saya hai tera..