1. Kaun kehta hai ki aadmi apni kismat khud likhta hai..
Agar yeh sach hai toh kismat mein dard kaun likta hai..
2. Kamaal ki taqdeer payi hogi us shaks ne,
Jisne tujhse mohabbat bhi na ki ho aur tujhe pa lega..
3. Kuch alag hi karna hai to wafa karo ae dost,
Warna majboori ka naam lekar to bewafai sabhi karte hain..