1. Mujhe yakeen hai apne lafzon ke hunar par,
Ki log mera chehra bhula sakte hai par baatein nahi..
2. Mana ki aulaad ke liye kabhi baddua nahi nikalti,
Par rote hue dil se kabhi dua bhi to nahi nikalti..
3. Ab to yeh dil bhi awargi par utar aaya,
Kehta hai le chal unki galiyon mein warna apni maut ka zimmedar ti khud hoga..