1. Kaisa ajeeb rishta hai, yeh dil aaj takleef mein hai,
Aur takleef dena wala bekhabar..
2. Rishtey nibhana har kisike bus ki baat nahi,
Apna dil dukhana padta hai kisi aur i khushi ke liye..
3. Jisko aa mujhme hazaron galtiyan nazar aati hai,
Kabhi usi ne kaha tha ki tum jaise bhi ho sirf mere ho..