1. Tumse behtar to nahi hain yeh nazare lekin,
Tum zara aankh se niklo to inhe bhi dekhun..
2. Mujhe chhodkar ane ki wajah to batao,
Main har wajah bataunga tumhe chahne ki..
3. Simat gaya mera pyar bhi chand alfazon mein,
Jab usne kaha mohabbat to hai par tumse nahi..