WhatsApp Status in Hindi on Raat ka Intezar

whatsapp shayari
1. Wo apni tanhai ki khatir phir aa mila mujhse,
Hum nadaan yeh samjhe hamari duaon mein asar hai..

2. Ab kya bataye kisiko ki yeh kya saza hai,
Is benaam Khamoshi ki kya Wajeh hai..

3. Wo shaam ka daayera mitne nahin dete,
Humse subaah ka intezar hota nahin hai..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *