Harkatein aisi teri ki gundon ka dada lagta hai,
Aur gharwalon ka band bajane ka tera irada lagata hai,
Lekin tujhe dekhkar teri adaon ke dekhke yeh keh sakta hun dost,
Tu Kapil ka bhai kum aur behan jyada lagta hai
By Shahid Kapoor
Ae Pyaz ke chhilkon
Zara style mara , thoda hool diya,
Itne mein ti rota hai kya,
Abhi to hero ne sirf entry mari hai,
Aage aage dekh hota hai kya.
Sidhu shayari
Phir kahin door ek tara pighla hai,
Phir aaj andhere ko suraj ne nigla hai,
Aaj ki raat to suhani honi hi thi,
Kyunki poster phaad ke Shahid nikla hai.
Read Funny Shayari from this episode: Gutthi Kapil Shayari