1. Musibat mein mat socho ki ab kaun kaam aayega,
Balki yeh socho ki kaun chhodkar jayega..
2. Fareb ae zindagi khakar bhi chalaki nahi aayi,
Ki pani mein bhi rehkar humko tairaki nahi aayi..
3. Faila hua tha ajab dhoop chaun ka mausam,
Guzar raha tha koi dil se baadalon ki tarah..