Teri wafa ne mujhe khud par sitam karne na diya,
Jo aaye palkon par moti unhe jharne na diya,
Maine samhja hai khud ko sada amanat teri,
Isi khayal ne mujhko kabhi marne na diya..