1. Mohabbat na sahi muqadma hi kar do mujh par
Tareekh dar tareekh tera deedar to hoga.
2. Kaghazon pe likh kar bayan kar dun main wo shaks nahi
Wo shayar hun main jise dilon pe likhne ka hunar aata hai.
3. Aur kitna sitam karoge is toote hue dil pe
Thak jao to zaroor bata dena ke mera jurm kiya hai.