1. Galatfahmiyon se bhi kabhi khatm ho jate hain rishte
Har baar kasoor galtiyon ka nahi hota..
2. Duniya ki har cheez thokar khane se toot jati hai
Ek kamyabi hi hai jo thokar khane ke baad milti hai..
3. Barkaraar rakh tu apna honsla har kadam par
Patharon par abhi kismat aajmana baki hai..