Bewafa Shayari – Majburi Mein Majburi mein jab koi juda hota hai, Zaruri nahi ke wo bewafa hota hai.. De kar wo aapki aankho mein aansu, Akele mein aapse bhi zyada rota hai..