1. Mujhe mere kal ki fikar aaj bhi nahi hai.
Par khawahish tujhe pane ki kayamat tak rahegi..
2. Itni thokarein dene ke liye shukriya-e-zindagi,
Chalne ka na sahi, sambhalne ka hunar to aa gaya.
3. Aaj kal sab samajhte hai baat matlab ki,
koi nahi samajhta matlab baat ka.