1. Thak gaya hun main Teri naukri se ae zindagi,
Munasib hoga tu mera hisaab karde.
2. Bhari jeb ne duniya ki pehchaan karayi aur
Khali jeb ne insaano ki.
3. Kuch sahi to Kuch Harrah kehte hain,
Log Hume bigda hua nawaab kehte hain,
Hum to badnaam hue Kuch is kadar,
Ki pani bhi peeyein to log sharaab kehte hain.
4. Machis ki jarurat yahan nahi padti,
Yahan aadmi aadmi se jalta hai.