Kabhi tum mujhe kareeb se aa kar dekhna
Aise nahi jana aur paas aa kar dekhna,
Main tum se kitna pyar karta hoon,
Mujhe kabhi seene se laga kar dekna,
Main tujhe ashkon ki kataar mein nazar aaunga
Meri yaad main kabhi aansu baha kar dekhna,
Meri ghazal pad kar bhi tum par asar na ho
Toh logon ko meri ghazal suna ke dekhna….
Nice