Kismat par naaz hai to wajah teri rehmat..
Khushiyan jo paas hai to wajah teri rehmat..
Mere apne mere sath hai to wajah teri rehmat..
Main tujhse mohabbat ki talab kaise na karun..
Chalti jo yeh saans hai to wajah teri rehmat..