Sidhu For Irrfan Khan
Poornima ka chand pe daag hote hain
Wo pooja nahin jaata, Lekin…
Dooj ka chand mukkammal hota hai
Bagair daag wo poojniya hai..
Mere liye.. upar bhagwan aur bollywood me Irrfan!
For Arjun Rampal
Har din dukhi mann mein,
Umang tumhe bharni hai
Har aashaheen hridaya mein,
tarang tumhe bharni hai
Mahabharat, har yug ki atal jaroorat hai
Ban ke Arjun, D-Day mein,
Sachchai ki jung tumhe ladni hai