1. Tujhe ek baar dekha hai, baar –baar dekhun,
Tamanna hai, teri aankhon mein umr guzaar kar dekhun.
2. Pyar cheen na aasan hai, pyar pana mushkil,
Tyag karke dekho kitna khush hoga tumhara dil.
3. Deedarein yaar karne ko nazrein taras gayi,
Unke intezaar ki inteha mein aankhen baras gayi.