1. Aaj kal ki girl husn pe naaz karti hain,
Grammar to aati nahi lekin English mein baat karti hain.
2. Kuch sochun to tera khayal aa jata hai,
kuch bolu to tera naam aa jata hai,
kab tak chhupau dil ki baat,
uski har adaa par humko pyar aa jata hai…
3. Tumse pyar karke mein deewano mein shamil hua,
Pal pal teri yaad mein jalkar parwano mein shamil hua,
Jis anjam ke hone se darta tha usi ka shikar hua,
Aakhir teri barat mein barati bankar shamil hua…
Nice i like this states