1. Teri halat se lagta hai, tera Apna tha Koi
Itni saadgi se barbaad, koi ghair nahi karta
2. Tu wo zaalim hai Jo Dil mein reh kar bhi mera na ban Saka
Aur Dil wo kafir Jo mujh mein reh kar bhi tera hogaya…
3. Main zamanay main badnaam faqat isliye hun
Mujhe logon ki tarha badal jaana nahi aata.
4. Harpal mashakat karke mai apna gum bhula deta hun…
ki salam hai zamane ko jo fir ehsas dila deta hai
nice