Kehte hain jahan sir jhuk jaye wahin mandir,
Jahan har nadi sama jaye wahin samandar hai,
Jeevan ki is karmabhumi mein yuddh bahut hai,
Jo har jung jeet jaye wahi Salman jaisa sikandar hain
By Audience
Humko tumko fer samay ka,
Le aayi hayat kahan hai,
Tum bhi wahin ho,
Hum bhi wahin hai,
Par vo baat kahan hai.
Ab main tasaavur hi mein tha,
Jo samne vo aa jayega,
Ki ghum haraenge aur khushiyon ke sir par taaj aa jayega,
Ab kapil ke face se ab sari duniya mein yahi hoga,
Ki keh kahon ke sir par hi ab taaj jayega.
Vo ek kharna hansi ka, aur khushi ka yaar hai sidhu,
Mahakta , phulta, phalta hua gulzaar hai Sidhu,
Aur bayaan use alfaz mein karna ab mumkin nahi yaaron,
Bus itna jaan lo sir se pair tak pyar hai Sidhu.
By Palak
Aapko dekhkar mere dil mein phool khile hai taaje taaje,
Aapko dekhkar mere di; mein phool khile hai taaje taaje,
Dholi taro dhol baje, dhol baje, dhol baje dhol
ki dhum dhum baje dhol.
Fish.. jahan se saans leti hai use kehte hail gill,
Fish.. jahan se saans leti hai use kehte hail gill,
Jus chill chill jus chill.
salman bhai mai aapka baut bada fan hu ager yakeen na ho to ajmakar dekhla aapke dushman h jo unse mai lad jata hu