Bin khwabo ke bhi kya koi so paya hai,
Bin yaadon ke bhi kya koi ro paya hai,
Dosti Aapki, dhadkan hai iss dil ki,
Kya dil bhi kabhi dhadkan se alag ho paya hai.
Tag: Hindi Friendship Quotes
Bahut Din Hue Wo Toofan Nahin Aaya
Bahut din hue wo Toofan Nahin aaya
Uss Hansi Dost ka koi paigaam nahin aaya
Socha main hi kalam likh deta hoon
Use apna haal tamaam likh deta hun
Zamaana hua muskuraye hue…
Aapka haal sune, Apna haal sunae hue..
Aaj aapki yaad aayi to socha awaaz de dun
Apne dost ki salamati ki kuchh khabar le lun!!