Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh
Main Mohabbat na doon To kehna
Main muskurahat hoon Mujhe Hans kar dekh
Na sajoon tere hothon par to kehna
Main khushboo hoon mujhe Mehsoos karke dekh
Na mehkoon teri zindagi mein to kehna
Main Dil hoon mujhe Sun ker dekh
Na dhakoon Tere Dil mein to kehna
Main phool hoon mujhe Laga ker dekh
Na mehkoon din raat To kehna
Main mohabbat hoon mujhe Apna karke dekh
Na banoo main teraa to kehna!!!!