1. Uda do ranjish ab hawa mein mere yaaron,
Dil nahi karta nafrat karne ko..
2. Jo mil jaye aaram se uski chahat kya karni,
Manzil to usko banao jo kismat mein hai hi nahi..
3. Bewafa hone ki hazaron majburiyan gina dete hain log,
Kash wafa karne ki bhi koi ek majburi hoti..