Sidhu Shayari for Niketan, Ranjit and Prem Chopra in Comedy Nights

Comedy-nights-with-kapil-HD-wallpapers-and-pics-Niketan-Ranjit-and-Prem-chopra

Lautkar phir wahi zamaane aa gaye
Hansi ki duniya ko wo darane aa gaye
Mach gayi hai har taraf khalbali yaaro
Suna hai ki jungle mein sher puraane aa gaye

Aazadi ke naam mera paigaam
Yeh na samajhna yeh swaadheenta hamein yun hi mili hai
Har kali iss baagh ki khoon peekar hi khili hai
Bichh gaye wo neev mein, deewaro ke neeche gade hain
Yeh mahal apne shaheedo ki chitao pe khade hain!

Leave a Reply

Your email address will not be published.