1. Vaar karna hai toh samne waale ke goal par nahi … samnewaale ke dimag par karo … goal khud-ba-khud ho jayega.
2. Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete hai … sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A.
3. Maine kaha tha na, team banane ke liye taakat nahi … niyat chahiye.
4. Is team ko sirf woh players chaiye jo pehle India ke liye khel rahe hain, India … phir apni team mein apne saathiyon ke liye … aur uske baad bhi agar thodi bahut jaan bach jaye toh apne liye … .state government ki naukri ya railway flat ke liye nahin