Bahut din hue wo Toofan Nahin aaya
Uss Hansi Dost ka koi paigaam nahin aaya
Socha main hi kalam likh deta hoon
Use apna haal tamaam likh deta hun
Zamaana hua muskuraye hue…
Aapka haal sune, Apna haal sunae hue..
Aaj aapki yaad aayi to socha awaaz de dun
Apne dost ki salamati ki kuchh khabar le lun!!