Love Shayari – Waqt mila to sochenge

love shayariKyoon Tu Acha Lagta Hai
”Waqt Mila Tu Sochynge”
Tujh Mein Kiya Kiya Dekha Hai
”Waqt Mila Tu Sochynge”

Saara Shehr Shanaasaai Ka Daa’we-daar To Hai Liken
Kyoon TU Humhara Apna Hai
”Waqt Mila Tu Sochynge”
Ham Ne Usko LIkha THa

Kuch milne Ki Tadbeer Karo Usne LIkha
”Waqt Mila Tu Sochynge”
Mosuam Khuhbu Baad-e-Saba Chand Shafaq or Taaron Mein
Kyooon Tumhare Jaisa Hai
”Waqt Mila Tu Sochynge”

Ya To Apne Dil Ki maanon Ya Duniya waalon Ki
Mashwara Uska Acha Hai
”Waqt Mila Tu Sochynge”
Kyoon Tu Acha Lagta hai
”Waqt Mila Tu Sochynge”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *