Aisi apni wife ho
5’6″ jiski height ho,
Jeans jiski tight ho,
Chehra jiska bright ho,
Weight mein thodi light ho,
Umar mein difference slight ho,
Thodi si wo quite ho,
Aisi apni wife ho,
India ki paidaish ho,
Saas ki seva jiski khwahish ho,
Dinner candle light ho, Milne ke baad dil delight ho,
Hey Prabh teri prarthna uski life ho,
Yeh kavita padh ke sab kahein,
Guru tum right ho,
Aisi apni wife ho!!
Mai to hu badnaam is sahar ki galiyo me kuchh is kadar,
K jab bhi dil koi tut ta he aksar naam mera hi aata he…
Badnaam shayar vijay verma
Subah tujhse hi or meri sham bhi tujhse,
Mat laga ye ilzaam mujhpe,
Pyar me ruth jana to bewafai he
Mat karwa ye kaam mujhse,
Chand bhi sharma jata he jab mai karta hu teri baat us se,
Kadake ki thandh bhi sihar si uthti he jab karta hu haal e dil bayaan us se,
Chahate he farishte bhi mujhse milna ,
Shayad nahi dekha jata mera ye unse….
Wrighter vijay verma (badnaam shayar)
JAB DARD HO MUJHE TB KOI PYAAR SE KAHE TAKLIF TUJHE HOTI HAI TO DARD MUJHE BHI HOTA H